Thursday, 1 August 2013
Usay kehna K Lout Aao suna hai Eid aane wali hai
Usay kehna K Lout Aao suna hai Eid aane wali hai,
Ek baar to Aa K mil jaao suna hai Eid aany wali hai,
Usey kehna K bin tere bohat Eiden Guzari hain,
is baar to milne Aa jaao suna hai Eid aany wali hai,
Usey kehna judai say Muhabat kam nahi hoti,
Ye dunya ko batla jaao k suna hai Eid aany wali hai.
Advance
Eid
Mubarak.
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 Responses to “Usay kehna K Lout Aao suna hai Eid aane wali hai”
Post a Comment