Monday, 7 July 2014
Bayaban_E_Mohabbat Dasht_E_Ghurbat Bhi Hai
POET Dr.Allama IQBAL
Bayaban_E_Mohabbat
Dasht_E_Ghurbat Bhi Hai
Wattan Bhi Hai
Ye Veeraana Qafas
Bhi Aashiyaana Bhi
Chaman Bhi Hai
Mohabbat Hi Wo
Manzal Hai K Manzal
Bhi Hai Sehra Bhi
Jars Bhi, Karwaan Bhi
Raahbar Bhi Rahzan
Bhi Hai
Marz Kehte Hein Sab
Es Ko, Ye Hai Lekin
Marz Aisa
Chhupa Jis Mein
Ellaaj_E_Gardash_E_
Charkh_E_Kohan Bhi
Hai
Jallaana DIL Ka Hai
Goya Saraapa Noor
Ho Jaana
Ye Parwaana Jo
Sozaan Ho Tu
Sham_E_Ajman Bhi Hai
Wohi IK Hussan Hai
Lekin Nazar Aata Hai
Her Shay Mein
Ye Shereen Bhi Hai
Gooya, Bastiyoon
Bhi Kohkan Bhi Hai
Ujaarra Hai
Tameez_E_Milat_O_
Aa'en Ne Qoamoon Ko
Mere Ehl_E_Wattan
K DIL Mein Kuch
Fikar_E_Wattan Bhi
Hai
Sakoot Aamooz
Tol_E_Dastaan_E_Dard
Hai Warna,
Zabaan Bhi Hai
Hamaare Moonh Mein
Or Taab_E_Sakhan
Bhi Hai,
Book Name
Bang_E_Dara
Page No 52
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 Responses to “ Bayaban_E_Mohabbat Dasht_E_Ghurbat Bhi Hai”
Post a Comment