Sunday, 6 July 2014
Kash Eid Ki Ek Aisi Sham Ho Sath Mere Wo Gulfam Ho
=============
Eid Collection-14
=============
Poet Umar Raahi
Type bY
UJRRA_DIL
Kash Eid Ki Ek Aisi Sham Ho
Sath Mere Wo Gulfam Ho,
Bikhri Ho Us Ki Zulfein Mere Chahre Pe,
Guzar Jaye Sham Aur Raat Bhi Tamam Ho,
Doob Jaon Samandar Si Gahri Aankhon Mein,
Sahil-E-Rukhsar Pe Ubhrne Ka Payam Ho,
Barson Ki Payas He Jo Ik,
Mitane Ko Honton Pe Mere Us K Honton Ka Jaam Ho,
Lag Kar Seene Se Keh De Wo Youn,
Ik Tum Mere Dil K Badshah Ho
Na Ghulam Ho,
Kar Lo Fatah Mere Dil Ki Sultinat Aaj RAAHI,
Kon Jane Phir Kab Naseeb Aisi Eid Ya Aisi Sham Ho................?
Mazid Eid Poetry K Liye
Follow UJRRA_DIL Send 8002
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 Responses to “Kash Eid Ki Ek Aisi Sham Ho Sath Mere Wo Gulfam Ho”
Post a Comment