Sunday, 30 August 2015

Pehli baar jab us ne meri maan ko ami jaan kaha to Mujh ko yu’n mehsoos hua


 

Poet:Wasi Shah

Pehli baar jab us ne meri maan ko ami jaan kaha to
Mujh ko yu’n mehsoos hua
Apna sab kuch chorr ke jese
Ik lamhe mein
Mera sab kuch us ne apna maan liya hai
Mujh ko sab kuch jaan liya hai........!

0 Responses to “Pehli baar jab us ne meri maan ko ami jaan kaha to Mujh ko yu’n mehsoos hua”

Post a Comment