Monday, 15 February 2016

Apne mann ko mana liya maine zindgi ko bhi nibha liya maine



Apne mann ko mana liya maine

zindgi ko bhi nibha liya maine

ek khushbu si Uski yaad aayi

ek pal ke liya muskura liya maine


0 Responses to “Apne mann ko mana liya maine zindgi ko bhi nibha liya maine”

Post a Comment