Thursday, 13 June 2013

Zindagi saaqi buhat mehfooz maikhane mein hai


 

Zindagi saaqi buhat mehf00z may'khaanay main hai...

Kuch teri aankh0'n main hai! Kuch mery paimaanay main hai...

pee bhi lay aay peer sad saala zara see pee bhi lay...

May nahee'n zaahid, jawaani mery paimaanay main hai...

K0n C jannat ka Waaiz kar raha hai zikar tu..??

Aesi ek jannat t0 hum rind0'n k may'khaanay main hai...

Uss se p00ch0 jiss ki umeed0'n pe paani phirr gaya...

Kya maza m00'n daikh kar kham0sh rehnay main hai...

May'kash0'n ki d0zakh-0-Jannat hain aay waaiz yahee'n...

Aik may'khaanay k baahar, aik may'khaanay main hai...

Aarz00 shaayad k0i dam t0rr'ti hai aay Khumaar...

Dhund'li dhund'li kuch chamak dill k Siyaa khaanay main hai..!

 

0 Responses to “Zindagi saaqi buhat mehfooz maikhane mein hai”

Post a Comment