Saturday, 15 February 2014
Be Kaar Mere Bagh Mein Sar-O-Sanobri

Poet
Khawaja Hafiz Sheeraz
Type bY
UJRRA_DIL
Be Kaar Mere Bagh Mein Sar-O-Sanobri,
Shamshad-E-Saya Dar Py Kia Us Ko Bartri,
Kis Mat Mein Parr Gia Tujhe Ay Tafl-E-Naznain,
Khoon Maira Hai Hilal Tar Gz Shair-E-Madri,
Dhony Ko Naqash-E-Gham Dy Tareerra Sharab Ka,
Sabit Maraz Hai Aur Mudawa Muqrari,
Hai Aik Qisa,
Sb Ki Juda Dastan-E-Ishq,
Suniye To Har Kahani Nai,
Judton Bhar,
Kyoun Aastan-E-Peer Mughan Sy Uthaon Sar,?
Har Dolat-O-Murad Isi Dar Py Hai Dhari,
Kal Wada Jb Kiya Tha To Mast-E-Sharab Tha,
Kaya Daikhein Aaj Kahta Hai Kis Dhun Mein Wo Pari,?
Khoein Gy Hum Na Faqar-O-Qanait Ki Aabroo,
Sun Rakhy Badshah Hai Rozi Muqdari,
Sheeraz-O-Raknabad Ki Aab-O-Hawa-E-Khush,
Khal-E-Rukh-E-Zamana Hai Har Aib Sy Bari,
Zulmat Mein Hai Khazar,
Taira Chashma-E-Hayat,
Hai Roshni Mein Chashma-E-ALLAH Akbari,
Apny Ngar Mein Khasta Dili Ki Hai Qadr Bas,
Bazar-E-Khud Faroshi,
Wo Basti Hai Doosri,
HAFIZ Qalam Tairi Koi Shak-D-Nibat Hai ?
Maat Us Ki Hain Mithas Sy Shahd-O-Shakr Tari........!
Book Deewan-E-Hafiz
Page 71
Gzl Number 34
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 Responses to “Be Kaar Mere Bagh Mein Sar-O-Sanobri”
Post a Comment