Friday, 11 September 2015

Tere Piyar Mein Main Mar Jawa Tere Naam Yeh Dil Kar Jawa



Movie: Hogi Piyar Ki Jeet (1999)

Lyrics : Sameer

Singers :Jaspinder Narula, Roop Kumar Rathod

Tere Piyar Mein Main Mar Jawa

Tere Naam Yeh Dil Kar Jawa

Hamein Na Bhulana Sajan Hamein Na Bhulana

Door Nahi Jana Hum Se Door Na Jana

Wada Kia To Wada Kar K Nibhana

Hamein Na Bhulana Sajan Hamein Na Bhulana

Oh Tere Piyar Mein Main Mar Jawa

Tere Naam Yeh Dil Kar Jawa

Hamein Na Bhulana Sajni Hamein Na Bhulana

Door Nahi Jana Hum Se Door Na Jana

Wada Kia To Wada Kar K Nibhana

Hamein Na Bhulana Sajni Hamein Na Bhulana

Aapna Vi Naseeba Kia Khoob Mila Hai

Sapno Se Sundar Mehboob Mila Hai

Teri Khawab Teri Chahat Teri Jindgani

Aankhon Se Door Dilbar Na Jana

Oh Tere Piyar Mein Main Mar Jawa

Tere Naam Yeh Dil Kar Jawa

Hamein Na Bhulana Sajan Hamein Na Bhulana

Door Nahi Jana Hum Se Door Na Jana

Oh Wada Kia To Wada Kar K Nibhana

Hamein Na Bhulana Sajni Hamein Na Bhulana

Banjaon Dulhan Main Tu Mera Sajan Ho

Mangoon Yeh Duayein Jaldi Se Milan Ho

Sahi Jaye Na Ab Mujh Se Sanam Ye Judai

Aao Barat Le K Choro Tarpana

Oh Tere Piyar Mein Main Mar Jawa

Tere Naam Yeh Dil Kar Jawa

Hamein Na Bhulana Sajni Hamein Na Bhulana.


0 Responses to “Tere Piyar Mein Main Mar Jawa Tere Naam Yeh Dil Kar Jawa”

Post a Comment