Friday, 16 October 2015

Jahan Tera Naqsh-E-Qadam Dekhte Hain, Khayaban Khayaban Iram Dekhte Hain



Poet Mirza Ghalib

Jahan Tera Naqsh-E-Qadam Dekhte Hain,

Khayaban Khayaban Iram Dekhte Hain,

Jahan Tera Naqsh-E-Qadam Dekhte Hain,

Tere Sarv Qamant Se Ek Kade Adam,

Tere Sarve Qamat Se Ek Kade Adam,

Qyamat K Fitne Ko Ab Hum Dekhte Hain,

Jahan Tera Nash-E-Qadam Dekhte Hain,

Tamasha K Aai Mehv-E-Aaina Dari,

Tamasha K Aai Mehv-E-Aaina Dari,

Tujhe Kis Tamana Se Hum Dekhte Hain,

Jahan Tera Naqsh-E-Qadam Dekhte Hain,

Bana Kar Faqeeron Ka Hum Bhais GHALIB,

Bana Kar Faqeeron Ka Hum Bhais GHALIB,

Tamash-E-Ehla Karam Dekhte Hain,

Jahan Tera Naqsh-E-Qadam Dekhte Hain.........!


0 Responses to “Jahan Tera Naqsh-E-Qadam Dekhte Hain, Khayaban Khayaban Iram Dekhte Hain”

Post a Comment