Tuesday, 13 October 2015
Lo Giraftar E Ghum E Ulfat Hun Aay Humdum Abhi Dard Uthta Hai
Poet:
Naseer O Deen Naseer
Lo Giraftar E Ghum
E Ulfat Hun Aay
Humdum Abhi Dard Uthta Hai
Mere Dil Main Magr
Kum Kum Abhi
Ashkara Ho Nahi
Paya Tera Ghum
Abhi
Aay Dil E Nashad
To Faryad Kar
Paihum Abhi
Main Bhi Rotha Ap
Say Main Bhi Howa
Barhum Abhi
Bewafa Bhi Hun
Lekin Ap Say Kum
Kum Abhi
Deedni Hai Dosto
Ka Ye Khulos E Pur
Faraib
Day Rahe Hai Ghum
Wohi Jo Thay Sharik
E Ghum Abhi
Samna Unka
Muyassar Ho To
Phr Khul K Bars
Aay Suhaab Garya
E Chashm E Tamanna
Thum Abhi
Hum Nay Mustaqbil
Ki Sarhad Par
Gumbadain Daal
Dee
Apko Kya Fikar Mazi
Ka Karain Maatum
Abhi
Daikh Lab Par Aa
Jaye Koi Harf E
Aarzo
Aay Dil E Nadaan
Mizaaj E Yaar Hai
Barhum Abhi
Ghair Mumkin Hai
Tere Ghum Ki
Pazeerai Na Ho
Bewafa Itne Gaye
Guzray Nahi Hai Hum
Abhi
Rafta Rafta Ho Gaye
Ahbaab Sab Rukhsat
"Naseer"
Mere Seene Main
Magr Taaza Hai Unka
Ghum Abhi....
E Ulfat Hun Aay
Humdum Abhi Dard Uthta Hai
Mere Dil Main Magr
Kum Kum Abhi
Ashkara Ho Nahi
Paya Tera Ghum
Abhi
Aay Dil E Nashad
To Faryad Kar
Paihum Abhi
Main Bhi Rotha Ap
Say Main Bhi Howa
Barhum Abhi
Bewafa Bhi Hun
Lekin Ap Say Kum
Kum Abhi
Deedni Hai Dosto
Ka Ye Khulos E Pur
Faraib
Day Rahe Hai Ghum
Wohi Jo Thay Sharik
E Ghum Abhi
Samna Unka
Muyassar Ho To
Phr Khul K Bars
Aay Suhaab Garya
E Chashm E Tamanna
Thum Abhi
Hum Nay Mustaqbil
Ki Sarhad Par
Gumbadain Daal
Dee
Apko Kya Fikar Mazi
Ka Karain Maatum
Abhi
Daikh Lab Par Aa
Jaye Koi Harf E
Aarzo
Aay Dil E Nadaan
Mizaaj E Yaar Hai
Barhum Abhi
Ghair Mumkin Hai
Tere Ghum Ki
Pazeerai Na Ho
Bewafa Itne Gaye
Guzray Nahi Hai Hum
Abhi
Rafta Rafta Ho Gaye
Ahbaab Sab Rukhsat
"Naseer"
Mere Seene Main
Magr Taaza Hai Unka
Ghum Abhi....
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 Responses to “Lo Giraftar E Ghum E Ulfat Hun Aay Humdum Abhi Dard Uthta Hai”
Post a Comment