Monday, 26 October 2015
Wo Hum Nahi Jinhein Sehna Ye Jabar Aa Jata. Teri Judai Mein Kais Tarah Sabar Aa Jata
Poetess: Parveen Shakir
Type By
*._Ayaz Khan_.*
Wo Hum Nahi Jinhein Sehna Ye Jabar Aa Jata.
Teri Judai Mein Kais Tarah Sabar Aa Jata.
Faseelen Toorr Na Daite Jo Ab K Ehl-E- Qafs.
To Aur Tarah Ka Elaan-E-Jabar Aa Jata.
Wo Fasla Tha Dua Aur Mastajabi Mein.
K Dhoop Mangne Jate To Abar Aa Jata.
Wo Mujh Ko Chorr K Jais Aadmi K Pass Gia.
Barbri Ka Bhi Hota To Sabar Aa Jata.
Wazeer-O-Shah Bhi Khas Khanon Se Nikal Aate.
Agr Gumman Mein inkar-E-Qabar Aa Jata........!
Book: INKAAR
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 Responses to “Wo Hum Nahi Jinhein Sehna Ye Jabar Aa Jata. Teri Judai Mein Kais Tarah Sabar Aa Jata”
Post a Comment