Tuesday, 22 December 2015
Husan Ko Chaand Jawani Ko Kanwal Kehtay Hain Us Ki Soorat Nazar Aaye To Ghazal Kehtay Hain
شاعر قتیل شفائی
سنگر سلیم رضا
انتخاب عروسہ ایمان
حسن کو چاند جوانی کو کنول کہتے ہیں
اس کی صورت نظر آۓ تو غزل کہتے ہیں
اف وہ مر مر سے تراشا ھوا شفاف بدن
دیکھنے والے جسے تاج محل کہتے ہیں
وہ تیرے حسن کی قیمت سے نہی ہے واقف
پنکھڑی کو جو تیرے لب کا بدل کہتے ہیں
پڑ گئ پاؤں میں تقدیر کی زنجیر تو کیا
ہم تو اس کو بھی تیری زلف کا بل کہتے ہیں
Poet:Qateel Shifai
Husan Ko Chaand Jawani Ko Kanwal Kehtay Hain
Us Ki Soorat Nazar Aaye To Ghazal Kehtay Hain
Uff Wo Mar Mar Se Tarasha Howa Shafaaf Badan
Dekhne Wale Jise Taj Mahal Kehtay Hain
Wo Tere Husan Ki Qeemat Se Nahi Hai Waqif
Pankhrri Ko Jo Tere Lab Ka Badal Kehtay Hain
Parr Gayi Paon Mein Taqdeer Ki Zanjeer To Kia
Hum To Isko Bhi Teri Zulf Ka Bal Kehtay Hain.....!
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 Responses to “Husan Ko Chaand Jawani Ko Kanwal Kehtay Hain Us Ki Soorat Nazar Aaye To Ghazal Kehtay Hain”
Post a Comment