Saturday, 5 December 2015
Kahein Ishq Sajde Mein Gir Gaya. Kahein Ishq Sajde Se Phir Gaya
ﮐﮩﯿﮟ ﻋﺸﻖ ﺳﺠﺪﮮ ﻣﯿﮟ ﮔِﺮ ﮔﯿﺎ
ﮐﮩﯿﮟ ﻋﺸﻖ ﺳﺠﺪﮮ ﺳﮯ ﭘﮭﺮ ﮔﯿﺎ
ﮐﮩﯿﮟ ﻋﺸﻖ ﺩﺭﺱِ ﻭﻓﺎ ﺑﻨﺎ
ﮐﮩﯿﮟ ﻋﺸﻖ ﺣﺴﻦِ ﺍﺩﺍ ﺑﻨﺎ
ﮐﮩﯿﮟ ﻋﺸﻖ ﻧﮯ ﺳﺎﻧﭗ ﺳﮯ ﮈﺳﻮﺍ ﺩﯾﺎ
ﮐﮩﯿﮟ ﻋﺸﻖ ﻧﮯ ﻧﻤﺎﺯ ﮐﻮ ﻗﻀﺎ ﮐﯿﺎ
ﮐﮩﯿﮟ ﻋﺸﻖ ﺳﯿﻒِ ﺧﺪﺍ ﺑﻨﺎ
ﮐﮩﯿﮟ ﻋﺸﻖ ﺷﯿﺮ ﺧﺪﺍ ﺑﻨﺎ
ﮐﮩﯿﮟ ﻋﺸﻖ ﻃُﻮﺭ ﭘﺮ ﺩﯾﺪﺍﺭ ﮨﮯ
ﮐﮩﯿﮟ ﻋﺸﻖ ﺫﺑﺢ ﮐﻮ ﺗﯿﺎ ﺭ ﮨﮯ
ﮐﮩﯿﮟ ﻋﺸﻖ ﻧﮯ ﺑﮩﮑﺎ ﺩﯾﺎ
ﮐﮩﯿﮟ ﻋﺸﻖ ﻧﮯ ﺷﺎﮦِ ﻣﺼﺮ ﺑﻨﺎ ﺩﯾﺎ
ﮐﮩﯿﮟ ﻋﺸﻖ ﺁﻧﮑﮭﻮﮞ ﮐﺎ ﻧﻮﺭ ﮨﮯ
ﮐﮩﯿﮟ ﻋﺸﻖ ﮐﻮﮦِ ﻃُﻮﺭ ﮨﮯ
ﮐﮩﯿﮟ ﻋﺸﻖ ﺗُﻮ ﮨﯽ ﺗُﻮ ﮨﮯ
ﮐﮩﯿﮟ ﻋﺸﻖ ﺍﻟﻠﮧ ﮬُﻮ ﮨﮯ۔
_______________ السبیل یسرا
Kahein Ishq Sajde Mein Gir Gaya.
Kahein Ishq Sajde Se Phir Gaya
Kahein Ishq Dars-e-Wafa Bana
Kahein Ishq Husn-e-Ada Bana
Kahein Ishq Ne Saanp Se Daswa Diya
Kahein Ishq Ne Namaz Ko Qaza Kiya
Kahein Ishq Saif-e-Khuda Bana
Kahein Ishq Sher-e-Khuda Bana
Kahein Ishq Toor Par Deedaar Hai
Kahein Ishq Zabah Ko Tayaar Hai
Kahein Ishq Ne Behka Diya
Kahein Ishq Ne Shah-e-Misar Bana Diya
Kahein Ishq Aankhon Ka Noor Hai
Kahein Ishq Koh-e-Toor Hai
Kahein Ishq Tu Hi Tu Hai
Kahein Ishq ALLAH Hoo Hai......!
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 Responses to “Kahein Ishq Sajde Mein Gir Gaya. Kahein Ishq Sajde Se Phir Gaya”
Post a Comment