Tuesday, 19 January 2016

Ae zindagi, mujhe aur kitna jeena baki hai Jaldi kar, maut se bhi kuchh hisab lena baki hai



Ae zindagi, mujhe aur kitna jeena baki hai

Jaldi kar, maut se bhi kuchh hisab lena baki hai

Tere hi banaye jagat me ulaja reh gaya main to

Nafrat sari dekh lii, pyar dekhna baki hai

Dil mein bhara dard hai dard ka samandar bahut barra

Bus tere daman ko uss se bhigona baki hai

Dar-badar bhatakta raha pyar ke liye main

Aadha mar liya,aadha marna baki hai


0 Responses to “Ae zindagi, mujhe aur kitna jeena baki hai Jaldi kar, maut se bhi kuchh hisab lena baki hai”

Post a Comment