Saturday, 23 January 2016
Kabhi iss nagar tujhy daikhna ,kabhi us nagar tujhy dhondhna
Kabhi iss nagar tujhy daikhna ,kabhi us nagar tujhy dhondhna
Kabhi raat bhar tujhy soochna ,kabhi raat bhar tujhy raat bhar tujhy dhondhna
Mujhy jabàja tujhy dhondhta hoon mein ko ba ko
Kahan khul saka tery rubaro mera iss qadar tujhy dhondhna
Mera khaab tha k khayal tha k khayal tha ,wo urooj tha k zawwal. Tha
Kabhi arsh par tujhy daikhna ,kabhi farsh par tujhy dhondhna
Yahan har kisi sy hi bair hai ,tera shehr qarya ghair hai
Yahan syhal bhi tu nahi koi mery bykhar tujhy dhondhna
Teri yaad aai tu ro diya ,Jo tu mil gaya tujhy kho diya
Mery silsily bhi ajeeb thy ,tujhy chorh kar tujhy dhodhna
Yeh meri ghazal ka kamal hai k Teri nazar ka Jamal hai
Tujhy sher Sher mein sochna sir e baam o dar tujhy dhondhna
By Tabish Kamal
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 Responses to “Kabhi iss nagar tujhy daikhna ,kabhi us nagar tujhy dhondhna ”
Post a Comment