Friday, 22 January 2016

Wadah kiya tha sehar ka Aur shaam bhi dhalney lagi


" Wadah kiya tha sehar ka Aur shaam bhi dhalney lagi "
" Rafta rafta raat bhi Aur Umer bhi dhalney lagi. "

" Yun aakhri sansoon main hun ek baar tou rukh mod lo "
" Hun hoslun se choor main Aur zindagi dhalne lagi "

0 Responses to “Wadah kiya tha sehar ka Aur shaam bhi dhalney lagi”

Post a Comment