Tuesday, 16 February 2016

Bichaarny waly muqaddar tu ban Hi jaaty hain


Poetess:Angeline Nishie

Bichaarny waly muqaddar tu ban Hi jaaty hain

Bhool jaaty hain kabhi toot k yaad aaty hain

Ankhon ko ansoon ki soughat dy k jaaty hain

Shab ki odaasiyon mein rat jagy kaee dy jaaty hain

Rat jagon k azaab apni jagah 

Jan lywa azaab apni jagah 

Aur tooty hoey khaab apni jagah


0 Responses to “Bichaarny waly muqaddar tu ban Hi jaaty hain ”

Post a Comment