Friday, 5 February 2016

Kabhi khushiyon ka tarana kabhi gham ka fasana



Poetess:Angeline Nishie
Kabhi khushiyon ka tarana
kabhi gham ka fasana
kabhi mizaaj e shaiyrana
kabhi shouqiyana
kbhi dilbarana
tumhi sy shuro aur tumhi py khatam adaey dilbarana 
zouq e shayrana meri zindagi ka hai ik fasaaana

0 Responses to “Kabhi khushiyon ka tarana kabhi gham ka fasana”

Post a Comment