Wednesday, 3 February 2016
Safar sarabon ka bas aaj katne wala hai Ke mere paanv se dariya lipatne wala hai
Safar sarabon ka bas aaj katne wala hai
Ke mere paanv se dariya lipatne wala hai
Utho ke ab to tamazat ka zaiqa chakh lein
Shajar ka saaya shajar mein simatne wala hai
Ye ek saaya ghanimat hai rok lo varna
Ye raushni ke badan se lipatne vala hai
Shoib Nizam

Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 Responses to “Safar sarabon ka bas aaj katne wala hai Ke mere paanv se dariya lipatne wala hai”
Post a Comment