Thursday, 18 February 2016

Zameen pe taare nai Aasman pe qabar nai Insan ko sabar nai Quran me jhoot nai


Zameen pe taare nai Aasman pe qabar nai  Insan ko sabar nai Quran me jhoot nai

Zameen pe taare nai
Aasman pe qabar nai

Insan ko sabar nai
Quran me jhoot nai

Sajde me jiska sar nai
Jannat me uska ghar nai

Aey dekhne waly tu apne rab ka karam to dekh
Jo fariste sham ko tere gunah uske pass le jate hai
Wo subah ko unhi ke haath tera rizk bhejta hay

Maa to jannat ka phool hay
Pyar karna uska usool hay

Duniyan ki muhabbat fizool hay
Maa ki her duaa Qubool hay

Maa ko naraz karna Insan teri bhool hay
Maa ke qadmo ki mitti jannat ki dhool hay

0 Responses to “Zameen pe taare nai Aasman pe qabar nai Insan ko sabar nai Quran me jhoot nai”

Post a Comment