Monday, 3 June 2013
Arq Arq Neri Bahon Mein Us Nigaar Ko Dekh
Poet Jon Elia
Type By
*._Ayaz Khan_.*
Arq Arq Neri Bahon Mein Us Nigaar Ko Dekh.
Bahaar Too Mere Yaar-E-Badan Bahaar Ko Dekh.
Wohi Hai Sooz-E-Fraq Az Wasal Ta Ba Wasal.
Na Bujh Sake Gi Meri Pyaas, Mere Pyaar Ko Dekh.
Warwd-E-Qasid Gulgoon Qabaye Jaana Se.
Jo Ab K Dasht Mein Aati Hai, Us Bahaar Ko Dekh.
Hai Rang-E-Haila-E-Parveez Urra Hova Ab K.
Sekva-E-Tesha Bad-O-Shan-E-Taza Kaar Ko Dekha.
KHUDA Ko Haq K Muqabil Mein Khinch Laye Hain.
Zara Zawaal-E-Khudayan-E-Rozgaar Ko Dekh.
Damak Uthe Wo Kanaye, Chamak Uthe Saye.
Farog-E-Sula Fashanan-E-Harf-E- Daar Ko Dekh.
Hai Dasta Dasta Ajab Shoor-E-Raq-O-Jamadari.
Nishat-E-Kokba Rah Guzar-E-Yaar Ko Dekh.
Tarana Khwan Hain Kabhi Aur Gilla Kanaan Hain Kabi.
Garwah-E-Lihaz Shumaran-E-intazaar Ko Dekh....!
Book: Lekin
Page: 161 to 162
Ghazal: 52
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 Responses to “Arq Arq Neri Bahon Mein Us Nigaar Ko Dekh”
Post a Comment