Thursday, 4 February 2016

Safar sarabon ka bas aaj katne wala hy Ke mere paanv se dariya lipatne wala hy



Safar sarabon ka bas aaj katne wala hy

Ke mere paanv se dariya lipatne wala hy


Utho ke ab to tamazat ka zaiqa chakh ley

Shajar ka saaya shajar mein simatne wala hy


Ye ik saaya ghanimat hai rok lo varna

Ye raushni ke badan sy lipatne vala hai

Posted by : Asad Zaman

0 Responses to “ Safar sarabon ka bas aaj katne wala hy Ke mere paanv se dariya lipatne wala hy”

Post a Comment