Thursday, 4 February 2016
Yaa rabb! Koee ho Ishq ka bimaar na hoye Mar Jaye walle usko yeh aazaar na hoye
Yaa rabb! Koee ho Ishq ka bimaar na hoye
Zeedaan mein fansy, tauq parrhe, qaid mein mar jaye
Par daam-e-muhabbat my griftaar na hoye
Is waaste kaanpoo huun ki hain aaahh nipt sard
Ye baau kaleje ke kahin paar na hoye
Sehra-e-muhabbat hai, kadam dekh k rakh MEER
Yeh sair sar-e-kuchaa-o-bazaar na hoye
Posted By : Asad Zaman
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 Responses to “Yaa rabb! Koee ho Ishq ka bimaar na hoye Mar Jaye walle usko yeh aazaar na hoye”
Post a Comment